Bachna Aye Haseeno Lyrics
Welcome Guest, [ Sign In | Create An Account ]
Advertisements
Friends

© Copyright 2003 Leo's Lyrics.
All Rights Reserved.

 

Bachna Aye Haseeno Lyrics

Send "Bachna Aye Haseeno" Ringtone to your Cell

Kk: (Bachnaa Aye Haseeno Lo Main Aa Gayaa
Hey Bachnaa Aye Haseeno Lo Main Aa Gayaa
Husn Ka Aahsiq Husn Ka Dushman
Apni Adaa Hai Yaaron Se Judaa) (2)

Hey Ho
Hey Bachnaa Aye Haseeno Lo Main Aa Gayaa

Chorus: Pa Pa Pa Rum Pum Pa (2)
Zu Zu Zu Zu Zu Zu Zu Zu

Kk: Hai Duniya Main Nahi Hai Aaj Mera Sa Deewana
Pyaar Walo Ki Zubaan Pe Hai Mera Hi Taraana
Sab Ki Rang Bhari Aankhon Mein Aaj
Chamak Raha Hai Mera Hi Nashaa

Hey Ho
Hey Bachnaa Aye Haseeno Lo Main Aa Gayaa

Female Singer: La La La La
La La La La La La La La La

Kk: Jaam Milte Hai Adab Se Shaam Deti Hai Salaami
Geet Chukte Hai Labon Pe Saaz Karte Hai Gulaabi
Ho Koyi Pardaa Ho Ya Baadshah
Aaj To Sabhi Hai Mujh Pe Fidaa

Hey Ho
Hey Bachnaa Aye Haseeno Lo Main Aa Gayaa

Ek Hangaamaa Uthaa Doon Main To Jau Jidhar Se
Jeet Letaa Hoon Dilon Ko Ek Halki Si Nazar Se
Mehboob Ki Mehfil Mein Aaj
Chhaayi Hai Chhaayi Hai Meri Hi Adaa

Hey Ho
(Hey Bachnaa Aye Haseeno Lo Main Aa Gayaa) (2)
Husn Ka Aahsiq Husn Ka Dushman
Apni Adaa Hai Yaaron Se Judaa
Hey Ho
Hey Bachnaa Aye Haseeno Lo Main Aa Gayaa
Hey Hey Hey


--ContriButed By Adnan.I.M

Send "Bachna Aye Haseeno" Ringtone to your Cell

User Comments

0 comment(s) posted

View All Comments   |   Post A Comment

All times are in Greenwich Mean Time.
The time is now 01:20:22.

For more music and other discussion, check out our Messageboards!

 Kishore Kumar Songs
 Kishore Kumar Albums
 E-Mail Lyrics
 User Rating
 User Comments
 Corrections
 History
 RSS Feeds
 Browse

Artists

Song Names
Albums
Search
 Winamp Plugin
 Firefox Plugin