© Copyright 2003 Leo's Lyrics. All Rights Reserved.
Send "Kitni Baatein" Ringtone to your Cell
Lakshya - Kitni Baatein Music Downloads Lakshya - Kitni Baatein Ringtone Hariharan: Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon Dil ko kya samjhaaun Sadhana: Kitni baatein kehne ki hai Honton par jo sehmi si hai Ik roz inhein sun lo Kyun aise gum-sum ho Hariharan: Kyun poori ho na paayi daastaan Sadhana: Kaise aayi hai aisi dooriyaan Hariharan: Dono ke dilon mein chhupa hai Jo ik anjaana sa gham Kya ho paayega woh kam Koyi kya kahe Sadhana: Dono ne kabhi zindagi ke Ik mod pe bhi jo paayi Hai kaisi woh tanhaai Koyi kya kahe Hariharan: Kitna viraan hai ye sama Sadhana: Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan Kaisi aayi hai aisi dooriyaan Hariharan: Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon Sadhana: Tumse aaj yun milke dil ko Yaad aaye lamhein kal ke Ye aansoon kyun hai chhalke Ab kya kahen Hariharan: Tumne hamko dekha jo aise Toh ik umeed hai jaagi Phir tumse pyaar paane ki Ab kya kahen Sadhana: Aa gaye ham kahaan se kahaan Hariharan: Dekhe mudke ye dil ka kaarvaan Kaisi aayi hai aisi dooriyaan Sadhana: Kitni baatein kehne ki hai Honton par jo sehmi si hai Ik roz inhein sunlo Kyun aise gum-sum ho Hariharan: Kitni baatein yaad aati hai Tasveerein si ban jaati hain Main kaise inhein bhooloon Dil ko kya samjhaaun Lakshya - Kitni Baatein Music Downloads Lakshya - Kitni Baatein Ringtone
0 comment(s) posted
View All Comments | Post A Comment
All times are in Greenwich Mean Time. The time is now 18:56:32.
For more music and other discussion, check out our Messageboards!
Lyrics submitted by sidsiv on 30/01/2005 12:50:55 (Approved by Leo ) View all revisions
Artists