Khaaike Paan Banaaras Wala Lyrics
Welcome Guest, [ Sign In | Create An Account ]
Advertisements
Friends

© Copyright 2003 Leo's Lyrics.
All Rights Reserved.

 

Khaaike Paan Banaaras Wala Lyrics

Send "Khaaike Paan Banaaras Wala" Ringtone to your Cell

Hmm prr! Brr!
Arrey bhang ka rang jamaa ho chakaa chak
Phir lo paan chabaay
"Aaoo, hmm mmmm yum" ah haa!
Arrey aisa jhatka, lage jiya pe
Punar janam hoi jaay

O khaaike paan banaaras wala -2
Khul jaaye band akal kaa taala
O khaaike .. Kaa taala
Phir to aisa kare kamaal
Seedhi kar de sabki chaal
O chhora ganga kinaare wala -2
O khaaike paan ... kaa taala

Arrey raam duhaai, kaise chakkar mein pad gaya hay hay hay!
Kahaan taang fasaai, main to sooli pe chadh gaya hay hay
Kaisa seedha saadha main kaisa bhola bhala haan haan
Arrey, kaisa seedha seedha main kaisa bhola bhala
Jaane kaun ghadi mein pad gaya padhe likhon se paalaa
Meethi chhunri se, meethi chhunri se hua halaal
Chhora ganga kinaare wala, o chhora ganga kinaare wala
O khaaike paan ... kaa taala

Ek kanyaa kunwaari hamari soorat pe mar gayi hay hay hay!
Ek meethi kataari, hamare dil mein utar gayi hay hay
Kaisi gori gori o teekhi teekhi chhori, waah waah!
Arrey, kaisi gori gori o theekhi theeki chhori
Karke jora-jori, kar gayi hamare dil ki chori
Mili chhori to, mili chhori to hua nihaal
Chhora ganga kinaare wala, o chhora ganga kinaare wala
O khaaike paan ... kaa taala -2
Phir to aisa kare kamaal
Seedhi kar de sabki chaal
O chhora ganga kinaare wala
O chhora ganga kinaare wala huh!

Send "Khaaike Paan Banaaras Wala" Ringtone to your Cell

User Comments

0 comment(s) posted

View All Comments   |   Post A Comment

All times are in Greenwich Mean Time.
The time is now 06:18:11.

For more music and other discussion, check out our Messageboards!

 Kishore Kumar Songs
 Kishore Kumar Albums
 E-Mail Lyrics
 User Rating
 User Comments
 Corrections
 History
 RSS Feeds
 Browse

Artists

Song Names
Albums
Search
 Winamp Plugin
 Firefox Plugin